Monday, July 27, 2009

Kuch adhure khayal.....

Bikharte khyalo mai,
titter -bitter hota hua.
aa pahucha hu teri galiyo mai...

Nashe aur hakiquat ki jugalbandi mai,
tere khyalo ko sahej,
palko pe rakha hai....

sochta hu yeh sham,
teri zulfo pe lipti to lipti kaise...

Aur na jane teri kalmo ki harkat pe,
luti to luti yeh duniya kaise...

woh tera palke jhukana,
balo ko sawarna,
danto ke beech,
ungliya dabana...

nasha ijat karta hai,
ya hai ye surur sharab ka....
kru to karu baya kaise.....
par ye asar hai tere shbab ka.....

kaliyo se komal tera yeh jism,
suraj se garam tapan rakhe hai....
gagan jalake, samundar pighla de,
esi teri taseer kehti hai.....


Twitter / thought_press